Interesting Information About Snakes
Saanp aik aisi Pur esrar makhloq hai jis se har koi khauf khata hai aur uskay baray mein log janna bhi chahtay hain
DOSTO AS ARTICAL PAR BANAE GAI MUKAMAL VIDEO DEKHNY K LEY AS LINK PAR CLICK KARE
Zamana qadeem se hi insaan par yeh raaz afshaan hogaya tha ke saanp aik khatarnaak makhlooq hai jisske kaatnay se insaan ki jaan bhi ja sakti hai. saanp ke baaray mein insaan hamesha se tajassus ki shikaar raha, aaj bhi jab saanp ka tamasha dikhaane walay patari kholtey hain to kya bachay kya barray sab kheinchain chalay atay hain,
Saanp tamasha dikhaane walay ulfat Hussain ka kehna hai ke nasal drnsl se saanp paltay aur pakarte arhay hain. yeh bohat hi khatarnaak aur mahaarat ka kaam hai. ulfat Hussain ke betay ka kehna hai ke saanp gosht khatay hain aur unko haftay mein aik se Do Bar diya jata hai jabkay saanp doodh aur pani bhi peetay hain,
Madario ka kehna hai ke zindah zahreeley saanp se kisi soorat bhi mukammal tor par Zahir Khatam nahi kiya ja sakta Albata miqdaar ko intahi hadd taq kam kya ja sakta hai .
Saanp ka naam suntay hi Aksar Loog ke paseenay chhuut jatay hain, magar aaj bhi log usay paalne ki rivayet ko barqarar rakhay hue hai
Saanp ka naam suntay hi Aksar Loog ke paseenay chhuut jatay hain, magar aaj bhi log usay paalne ki rivayet ko barqarar rakhay hue hai
0 comments:
Post a Comment